Cow Dung & Urine Collection Kyon hai zaroori aapke farm ko successful banane me ? Kaise Sahi tareeke se kare.
Ye video soyabean kisano ke liye phaydemand hai, kyuki isme bataya gaya hai ki soyabean ka vikalp kya hai, jisse soyabean kisan ghaate me nahi jaayenge.
Jaane garmiyo me kam samay me adhik munafa dene wali fasal kharbuj ki kheti karne ke saral aur satik tarike aur is fasal ke liye khet taiyari se leker harvesting aur profit loss ka pura ganit.
Jaane pyaj ke beej ki undekhi aur unsuni kheti aur is kheti me istemal hone wali best practices, A to Z jankari.
Jaane Sem ki kheti karne ke saral aur satik tarike aur is fasal ki shuru se aakhri tak ki best practices jo successful kisan follow karte hai.
Dairy Farming Me Khurli aur Auto Water System ka Importance? Kin baaton ka dhyan rakh kar sahi banana hai, nahi to hoga bhari nuksaan.
Jaane Shakarkand ki kheti ki A to Z jankari, is fasal ki buwai ke liye khet taiyari se leker harvesting tak ki best practices aur profit loss calculation bhi.
Jaane garmiyo me gahari jutai ke phayde, nuksan, plough karne ka sahi samay aur satik tarika.
Is episode me aap jaanenge pattagobhi ki kheti karne ke saral tarike aur satik management, jaise anukul mitti, tapman, kheti ki taiyari, buwai ka samay, beej dar, avadhi, spray-fertigation aur profit-loss calculation etc.
Dairy Farm ke liye boundary kyon hai jaruri? Kya hai iska importance? Farm ki boundary banate time kin baaton ka dhyan rakhe.