Brands jo apne customers ko "cool" feel karwate hain, woh zyada bikte hain. Facebook ya ChatGPT jaise tools viral isliye hue kyunki log unhe use karke smart aur ahead lagte hain. Aap bhi apne client ko hero banake apni sales 2x kar sakte hain.
is video me mene aapko bataya hai digital marketing ki filed me freelancing ke baare me, kaise aap ek successful freelancer ban sakte hai
Sales mein objections har din aate hain — kabhi price ka, kabhi company ke naam ka. Har objection ek opportunity hai trust build karne ki. Is video mein hum batayenge common objections aur unhe handle karne ke easy aur smart tareeke.
is video me mene aapko digital marketing ki kuch important terms ke baare me bataya hai jo as a digital marketer aap sab ko pata honi chahiye
Har decision-maker ek hi product ko alag lens se dekhta hai – HR, Finance, ya Marketing – sabki priority alag hoti hai. Is video mein hum batayenge kaise sales pitch ko unke role ke hisaab se customise karna chahiye, kaise multi-slide decks aur customer questions se pitch personalise hoti hai, aur kaise ek hi product ka har kisi ke liye alag angle ho sakta hai.
Is video me mene aapko digital marketing ki best fields ke baare me bataya hai, ye fileds future proof and profitable hai
Incentives ek aisi chidiya hai jo sales ko udne par majboor karti hai. Har jagah — petrol pump se leke Swiggy delivery tak, banking se leke enterprise sales tak — incentives se human effort ko drive kiya jata hai. Is video me samjhiye kyu incentives kaam karte hai aur kaise alag alag business me isko apply kiya jata hai.
is video me mene aapko bataya hai 2025 me aap digital marketing ki field me career kaise bana sakte hai
Bahut saare log sales me cheap pricing se market jeetne ki koshish karte hai. Ye video batata hai ki ye galat tareeka hai, aur kaise quality, trust aur positioning pe dhyan dekar aap long term sales me tik sakte hai.
Is video me mene aapke saath Digital Marketing ka ek plan share kiya hai jise as beginner aap sabko follow karna chaiye