Please wait...

Explore Fascinating History Stories and Events

Top 10 in History

Seekho1
Seekho2
Seekho3
Seekho4
Seekho5
Seekho6
Seekho7
Seekho8
Seekho9
Seekho10
Only on Seekho
Loktak Lake: Jahan Ghar Tairte Hai
Loktak Lake: Jahan Ghar Tairte Hai
2 mins 4.6
Ek aisi jagah jaha log zameen par nahi, paani ke upar rehte hai. Ek aisi jheel jaha zameen aur ghar tairte hue nazar aate hai. Doston, Yeh koi movie ka scene nahi balki yeh Manipur ki Loktak Lake hai , duniya ki sabse khoobsurat floating lake, jaha nature ne physics ke rules ko hi tod diya hai. Par sawal yeh hai ki zameen, paani par tair kaise sakti hai? Toh chaliye jaante hai.
Maharana Pratap Ke Kul Devta Kaun?
Maharana Pratap Ke Kul Devta Kaun?
2 mins 4.4
Shivling jiske 4 muh hain aur jo kar raha hai 1200 saalon se ek samrajya ki raksha. Janiye ekling ji mandir ka gauravshali itihaas, only on Seekho's Bharat ke Mandir with Keshav Kothari.
Chandipur: Jaha Samundar Roz Gayab Hojata!
Chandipur: Jaha Samundar Roz Gayab Hojata!
2 mins 4.2
Bharat ki ek aisi jagah jaha samundar kinara se khud 5 kilometre tak piche hattha hai, aur phir wapas lehro ke saath laut aata hai. Jaha suraj aur chand apna alag khel rachaate hai. Jii haa doston, Yeh kahani nahi, sach hai Chandipur Beach ka, jise gayab hone wala samundar kaha jata hai. Chaliye aaj iske asli raaz jaante hai.
Himalaya's Ki Hidden City: Gyanganj
Himalaya's Ki Hidden City: Gyanganj
2 mins 4.4
Doston, duniya mein ek aisi jagah hai jise na Google Maps dikhata hai, na satellite trace kar pati hai. Ek aisi jagah jaha pahuchne ke liye ticket nahi, siddhi chahiye. Jaha ke log marte nahi balki moksha jeete hai. Aur jiska zikr Ramayan, Mahabharat, Buddhist texts, aur ab movie Kalki 2898 AD tak mein milta hai. Jii haa, yeh hai Gyanganj, ek aisa rahasya jise kuch log Shambhala aur kuch Siddhashrama kehte hai.
View All