Train ki ticket book karne par processing fees ya convenience fees ke naam par ticket fare ke alawa paise leta hai aur jyadatar ticket waiting list mein jati hai. aur jab ticket railway ki taraf se confirm nahi hoti aur ticket cancel kar di jati hai to iske uper bhi charge lagata hai. Iss trah se scam karke railway ne logo se 1 saal mein 1200 crore rupee loote hai.
Punjab ka ek gay serial killer jo lutf ke baad shikaar ki peeth par "DHOKHEBAAZ" likhkar maafi maangta tha – asli kahani yahan hai. Sex, Deception, and Murder: Punjab’s Serial Killer
Ludo, Free Fire ya Teenpati jaise game jo bacho mein bhot jyada popular hai, ye lgatar khel ke dauran paisa lgane ko attract karte hai aur isi ke jaal mein phans kar bhot sare log lakho rupayee gavan dete hai. India mein ye jua openly khela kha jaa rha hai. aur yahi hai Mobile Game Scam jise iss video mein explain kiya gaya hai.
Fake bank account ka scam lagatar desh mein dekhne ko mil rha hai aur iska shikar jyadatar chote shehron ya gaon ke log bante hai jinhe documents aur finger print ki jyada importance nahi pata hai. Scammer kisi ke bhi document aur finger print lekar bank account open krke use cyber fraud ki transection ke liye use karte hai jiska bank owner ko pata tak nahi hota.
Lakshmi Devi ne apne hi bete Shyam Prasad ka murder karke body ke 5 tukde canal me dump kiye, reason tha uska ganda past aur har bar hadd paar karna. Andhra Pradesh: Mother Kills Son Shyam Prasad,
India mein toll plaza par bhot sare alag alag tarh ke scam hote hai, toll plaza se hi juda ye ek aur scam hai Gujarat se jisne naa sirf logo ko thaga balki sarkar ko acha khasa nuksan kiya.
2020 ka Satna murder case jahan ek dog ki dead body ka use kiya gaya ek insani laash ko chhupane ke liye—Drishyam-style planning ne sabko shock kar diya.
Telegram par bhot aasani se fake payment app mil jate hai jinka use krke log dukandar ke sath scam karte hai. Inme sabse jyada use Phone Pay ke duplicate app ka kiya jata hai scam ke liye.
Ek 12 saal ki ladki 9 saal tak chup thi… aur jo sach 2024 mein saamne aaya, usne sabko hila diya. Shakti Singh Rathore Jaipur Rape Case | 12-Year-Old Girl Assaulted Since 2016 | Arrested 2024"
India mein har ek Train mein har ke yatri ke sath overcharge karke scam kiya jata hai aur iske uper bar bar complaint krne ke baad bhi railway ki tarf se koi thos action liya nahi jata hai. To ye overcharging scam hai ya isse samjhne ke liye iss video ko pura dekhe jisme scam ko explain kiya gaya hai aur iss se bachne ke tarike bhi bataye gaye hai.