Apna pehla code likhna hai? Yeh episode dekh ke Python, JavaScript, aur Java me apna naam print karna seekh jaoge! Laptop ho ya mobile, bina download ke bhi code likhne ka simple tarika samjho. Comment karo kis language se start karoge aur episode ko doston ke sath share karna mat bhoolna!
Coding sirf keyboard pe type karna nahi hota, sabse pehle sochna padta hai ki kya likhna hai! Jaise bhook lagi to khana, nahi lagi to kaam — waise hi coding me bhi “if this then that” logic hota hai. Agar coding ko sochne ka game samajhna hai, to yeh episode zaroor dekhna, aur comment karna “done” agar samajh aa gaya ho!
Coding seekhna mushkil nahi, bas start karna zaroori hai! Python se karo shuruaat, mobile ya laptop dono se kar sakte ho. Episode dekho aur comment karo “Main coding start karne wala hoon”!
Thak gaye ho har trip pe paise uda ke? Ab khud ka travel booking app banao aur har booking pe kamao, bilkul MakeMyTrip jaise! Episode dekho abhi, bina coding jaane bhi start kar sakte ho!
6 mahine ki mehnat ke baad coding seekhi, par ChatGPT sab kuch kar raha hai – kya ab job milegi? Iss Episode me jaanoge kya AI coders ko replace karega ya unki value aur badha dega. Watch till the end and comment – kya aapko lagta hai coding ka future safe hai ya nahi?
Website hacked ho gayi? Data leak kaise hota hai, hackers ghuste kaise hain, aur aap apna data kaise secure rakh sakte ho—sab kuch bataya hai is video me. Cybersecurity basics samjho before it’s too late. Episode pura dekho aur comment karo – kya tumhara data hack hua hai?
Bina driver ke car kaise chalti hai? Self-driving cars na sirf dekh sakti hain, balki soch bhi sakti hain! Pura episode dekho aur comment karke batao – kya tum AI wali car me baithoge?
1 rupaye me iPhone mila? Nahi bhai, ye scam hai! UPI ka system kaise kaam karta hai aur kaise safe rehna hai, sab bataya hai is episode me. Pura video dekho aur comment me likho – kya tum bhi kabhi UPI fraud ke shikar hue ho?
Coding Seekhne Ke Baad Job Pane Ke 4 Asli Steps 2-3 real projects banao jaise to-do app ya portfolio site. Apne projects GitHub pe upload karo taaki recruiter dekh sake. LinkedIn profile strong banao aur ChatGPT se headline likhwalo. Internshala, Naukri, LinkedIn jaise portals pe smartly apply karo. Aapne konse projects banaye? Comment karo aur episode share kardo doston ke saath!
Aap daily websites use karte ho, par kabhi socha hai ye kaise kaam karti hain? Server, frontend, backend – sab kuch samajhna hai bina coding seekhe? Yeh episode pura dekhlo, half knowledge dangerous hoti hai!