Besan ke laddu ek paramparik Bharatiya mithai hai jo besan, ghee, cheeni ke saath banaye jate hain. Ye laddu apne swadisht aur crunchy texture ke liye prasiddh hain aur tyoharon par parose jate hain.
Dal Makhani is traditional black urad lentils dish with rajma, the texture of this dish is smooth cream and it really good pared with naan
Moong daal namkeen ek crispy aur swadisht snack hai jo moong daal, namak aur tel ke saath banaya jata hai. Yeh namkeen apne crunchy texture aur chatpate swad ke liye prasiddh hai aur chai ya coffee ke saath parosa jata hai.
Tomato ketchup ek tamatar se banne wala simple aur tasty sauce hai jo ke puri duniya ka sabse jyada use kiya jane wala sauce hai
Manchurian ek chinese dish hai jo ke veggies ya meat ke balls ko fry kar ke use chinese stir fry style gravy mai dal kar banaya jata hai ye china ke saath saath India mai bhi bahut popular hai .
Aalu bhujiya namkeen aalu aur besan mai kai sare Indian masale dal kar banne wali namkeen hai jo ke bhot hi tasty aur popular namkeen hai
Tadka potato balls korea ki ek bhot hi tasty dish korean potato balls se inspired hai jisme aalu aur corn starch ki balls mai chilli aur garlic ka tadka lagate hai .
Restaurant-style kofta gravy is a rich and creamy dish made with soft, melt-in-mouth koftas soaked in a luscious tomato and cashew-based gravy. Flavored with aromatic spices, it pairs perfectly with naan or rice. Ye royal dish ghar pe banana ab easy hai—impress your guests with this indulgent treat!
Vada pav ek Maharashtra ki popular dish hai jisme aalu aur besan ka crispy vada ek indian bread “Pav” aur chutney ke saath khaya jata hai .
Red sauce pasta ek popular Italian dish hai jisme pasta ko tamatar ke sauce , oil, vegetables aur masalon ke saath pakaya jata hai ye India mai bhi utna hi popular hai jitna italy mai .